hamen kaash tumse muhabbat na hoti
kahaani hamaari haqeeqat na hoti
hamen kaash tumse muhabbat na hoti
na dil tum ko dete na mazboor hote
na duniya na duniya ke dastoor hote
qayaamat se pahle qayaamat na hoti
hamen kaash tumse muhabbat na hoti
hamhi badh gaye ishq mein hadd se aage
zamaane ne thokar lagaayi to jaage
agar mar bhi jaate to hairat [...]